Urdu Ghazal | Habib Jalib
Today is offered Urdu Ghazal of Habib Jalib in urdu because Urdu Ghazal is liking mostly people Urdu was read across the world and others also search Urdu Ghazal, Urdu Adab, Urdu shayari so read very nice Urdu Ghazal of Habib Jalib.Urdu Ghazal & Urdu Adab
Urdu adab & Urdu Ghazal is most popular to everyone whose heart say to read Urdu Ghazal & Urdu Adab even was search in Google all over world more than in thousand.
Na Guftagu se na wo shayari se jayega
Asa uthao ki firaun usi se jayega
Agar hai fikr-e-gariban to ghar me ja baitho
Yahi wo azab hai diwangi se jayega
Bujhe Charag Luti asmatain chaman ujda
Yeh rnj jisne diye kab khushi se jaayega
Jio hamari tarah se Mard hamari tarah
Nezam zar to isi sadagi se jayega
Jaga na shah ke mashib ko khab se jalib
Agar wo jaag utha naukri se jayega....
Aye chaand yaha na nikla kar
Be naam se sapne dekha kar
Yaha ulti ganga bahti
Is desh hme andhe hakim hain
Na darte na naadim hain
Na logon ke wo hakim hain
Hai yaha pe karobar bahut
Is desh me gurde bikte hain
Kuch hlog hain aali shan bahut
Aur kuch ka maqsad rooti hai
Wo kahte hain sab acchha hai
Maghrib ka raj hi sacchha hai
Yeh desh h ai andhe logon ka
Aye chaand yahan na nikla kar
0 Comments