2 Line shayari in Hindi | Best collection of mohsin Naqwi shayari
Here for you a huge collection of 2 line shayari in hindi because 2 line shayari in hindi is to be reading more than more so 2 line shayari in hindi is very attractive hindi shayari. That's the reason I am offering to everyone 2 line shayari in hindi.
2 Line shayari Hindi
2 line shayari hindi and 2 line shayari urdu can be find a more quantity of shayari hindi images. 2 line shayari hindi and 2 line shayari urdu are same but writing is different.
Khatain ho hi jati hain azale bhi to mumkin hain
Jise hum se shikayat ho use kahna mile hum se
Yeh kaun shakhksh hai usko zara bulao to
yhe mere haal pe ku muskura ke guzra hai
Bahut afsoos hua mujhko
Ki ab wo kho chuka mujh ko
Zindagi fan lamhon ko
Apne andaz se ganwane ka
Kya kaha khab mein dekha mujhe
Is ka matlab so liya tumne
Mere gusse a asar kya hoga
Mujhe gusse mein hansi aati hai
Kitne jhuthe the hum mohabbat mein
Tum bhi zinda ho hum bhi zinda ho hum bhi zinda hain
Kya batau main apna paase ana
Main ne hans hans ke haar maani hai
Aapki talkh nawayi ki zarurat hi nahi
Man to har waqt hi mayuse karam rahta hu
2 Line shayari Urdu
2 line shayari urdu and 2 line shayari hindi can be find a more number of shayari urdu images. because 2 line shayari urdu and 2 line shayari hindi are same but something is different like writing way and reading way.
Chaand tare bila wajah khush hain
Main to kisi aur se mukhatab hu
Diwana agar hansta hai to use hansne do
Kambakht tanhayi me roya bhi bahut hoga
Uski aagosh gar muyassar ho
Sard kamre mein aag lag jaye
Jaane kya waqea hai hone ko
Ji bahut chahta hai hone ko
Tumhara husn tumhare khayal ka chehra
Shabahato me chuhpalu agar ijazat ho
Main ne sab khahisho ko taal diya
Apne dil se tumhe nikal diya
Usko hogi badi pashemani
Ab jo hum aazmaye jayenge
Aap to aap hain aap sab kuch hain
aur to aur hai aur to kuch bhi nahi
Khayal aata hai tahzeeb ki yatimi par
Khuda urooj na bakhshe kisi kamine ko
Ab yeh surah jane jaa ki tujhe
Bhulne mein meri bhalayi hai
0 Comments