Mohsin Naqwi Poetry | Dil Jala kar bhi dilruba nikle
Friends Now a days log mohsin naqwi, mohsin naqwi poetry, mohsin naqwi poetry in urdu font, sad poetry mohsin naqwi, mohsin naqwi poetry, mohsin naqwi books & mohsin naqwi best shayari read karna pasand karte hain to is regarding aaj aap read karenege best collection of mohsin naqwi shayari and poetry.
Mohsin Naqwi Ghazal
Mohsin Naqwi Ghazal :- aapke liye hai mohsin naqwi ghazal me se aik urdu ghazal jise read karke aap kaa happy hosakte hain. bahut sare log mohsin naqwi ghazal ke bajaye mosin naqwi poetry bhi search karte hain.
dil jala kar bhi bhi dilrooba nikle
mere ahbab kya se kya nikle
दिल जला कर भी भी दिलरूबा निकले
मेरे अहबाब क्या से क्या निकले
aapki justaju me diwane
chand ki rahguzar pe jaa nikle
आपकी जुस्तजू में दीवाने
चाँद की रहगुज़र पे जा निकले
Suz masti hi jab nahhi baaqi
Saaz hasti se kya sada nikle
सूज मसती हि जब नहि बाकि
साज हस्ती से क्या सदा निकले
Dikhiye Karwa i khushbakhti
Chand Rahzan bhi rahnuma nikle
देखिये कारवां की खुश बख्ती
चंद रहज़न भी रहनुमा निकले
Yun to patthar hazar the lekin
Chand gauhar hi be baha nikle
यूँ तो पत्थर हज़ार थे लेकिन
चंद गौहर ही बे बहा निकले
Dil bhi gustakh hochala tha bahut
Shukr hai aap be wafa nikle
दिल भी गुस्ताख़ होचला था बहुत
शुक्र है आप बे वफ़ा निकले
Kis ki dahliz pe jhukain Mohsin
Jitne Insaan the sab Khuda nikle
किसकी दहलीज़ पे झुकें मोहसिन
जितने इन्सां थे सब खुदा निकले
Magrur hi sahi mujhe aaccha bahut laga
Wo ajnabi to tha magar apna bahut laga
Rootha hua tha hans to pada mujhe dekh kar
Mujhko to Is qadar dilasa bahut laga
Sehhra mein ji raha ha jo dariya dili ke saath
Dekha jo gaur se to pyasa bahut laga
Wo jiske dam qadam se thin basti ki raunaqain
Basti ujad gayi to akela bahut laga
Lipta hua akuhar me jaise khizan ka chaand
Maile libaas mein bhi wo pyara bahut laga
Resham pahne ke bhi meri qimat na badh saki
khaddar bhi uske jism par mahnga bahut laga
Mohsin jab aayene pe meri saans jama gayi
mujhko khud apna aks dhundhla bahut laga
0 Comments